Mere saath bahut bada dhoka hua hai ,
Mere saath bahut bada dhoka hua hai ,
ID- 32472
mai mayank raj ko apna idol maanta tha ,unko 4 saal se lagataar follow karta aa raha hu aur unhi ke trust se maine 5k$ ka funded account buy kiya tha maine 15 din lagataar discipline ke sath trading kiya aur koi bhi rule violation nhi kiya fir bhi last time pe toxic trading dikha ke mera account failed kar diya gaya 😭😭,mujhe justice chahiye mayank raj
6. april 2026
Uopfordret anmeldelse
Besvarelse fra The Funded Room
